Blog banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hoti hai.
Agar aap apna blog blogspot par bana chahte hain to eske liye aapko en basic chijo ki jarurat hogi.
2. Domain name ( Agar aap change karna chaho to )
1. Email id
2. Domain name
3. Web Hosting
Ki jarurat hogi jiske liye aapko kuchh paise dene honge. Agar aapke pas en chijo ko arrange karne ke liye Paisa hai to aap wordpress par Apna website bana sakte hain, lekin agar aap free mein Apna website banana Chahte Hai to iske liye aap Google ke blogspot par Apna khud ka website bana sakte hain. aaj ki is post mein hum aapko blogspot par website banana batayenge.
how to make website free in hindi.
Follow these steps :-
1. Sabse pahle aap apne browser blogger.com open Karle.
2. Uske baad sign in button par click Karke apne email id se yahan se login ho Jaye.
![]() |
blog kaise bante hain. |
3. Eske bad aapke samne ek page open hoga oha par aapko apne blog ka nam little me likhna hai.
4. Eske bad Address me apna Domain name enter kare. “blogname.blogspot.com” es tarah se. Ho sakta hai aap jo domain name search kar rahe ho woh domain name available na ho, Yaise me esme kuchh changes karke apna domain name choose karle.
5. Niche diye gaye free template me se kisi ek ko select karle. ( Slecte “Simple” Template )
6. Ab ant me niche diye gye, Create Blog button par click kare.
Also Read :-
Post likhne ke liye blogger ke home page par New Post ke button par click karke aap apna Article likh sakte hain. Eske sath hi aap apne blog ko Google AdSense se connect karke paisa esrn kar sakte hain. Blog se google AdSense account kaise connect kare eske upar mai apna alag post likh kar aapko eske bare me details se jankari denge.